Bandy aur Allah ke mohabbat me farq ye ha ka bandy ke mohabbat hamesha insan ke bari kamzori banti ha. Aur Allah ke mohabbat hamesha insan ke sab say bari taqat ban jati ha.(Urdu / Hindi)
The difference between human and God’s love is that human love always becomes weak. And God’s love always strengthens.
(English)
Bin mangay milny wali nimaton ka shukar ada karna seekh leejye. Beshak ye adat he jo ap par parny wali mosibaton ka rasta rokti ha.(Urdu / Hindi)
Learn to pay thanks to the blessings you receive. This is the habit that prevents troubles۔
(English)
(1) Admi ke qabliat uski zuban ka nechy posheda ha. (2) Jis waqt apny sathioun ko naseehat kro, mukhtasir naseehat kro. (3) Bewaqouf ke dosti say ijtenab kro, chahy wo nafa puhanchana chahta ho lekin anjam nuqsan da hota ha.Hazrat Ali R.A – Urdu / Hindi
(1) The man’s ability is hidden under his tongue. (2) At the time, advise your colleagues, shorten up. (3) Avoid foolish friends whether they are benefiting. He will eventually hurt.
Hazrat Ali R.A – English
Zindagi me khud par depend karna chahiye. Khud say tawaquat lagana chahiye, kesi dosry say lagai gae tawaquat hamesha taklef deti hen.(Urdu / Hindi)
Depend on yourself in your life, expect yourself. The expectations made by someone else hurt.
(English)
Jis tarhan shetan admi ko bahkata ha, wesy be parda aurat bhe bahkati ha.(Urdu / Hindi)
The way the Devil seduces the man. The same as well as a woman dresses up.
(English)
Gulab ke in pateyoun ke tarhan bano, jo apny maslany waly ka hathon me bhe khushbo de jati hen.
(Urdu / Hindi)
Be like a rose leaves. Which also gives perfume in the hands of their destroyers.
(English)
Agar muaf ho jaay to gunah kia, aur agar qabool na ho to neki kia.(Urdu / Hindi)
If you are sorry, what is sin? What is good then if not accepted?
(English)
Aik mard jo gunah bahir kar ka aata ha wo asal me is gunah ko apny ghar ka rasta dekhata ha. Wo gunah kesi na kesi surat iski maa, behan, bivi ya beti tak puhanch he jata ha.(Urdu / Hindi)
A man who comes out of sin, in fact, shows his way to sin. That sin in somehow reaches his mother, sister, daughter or wife.
(English)
Ikhtilaf karny waly say nhi daren balkay saazish karny wale say daren.(Urdu / Hindi)
Do not be afraid of the controversy, but the conspirator.
(English)