Khoobsurat Design Aqwal E Zareen Wallpapers in Urdu

 

aqwal e zareen in urdu Hamari zindagi mein khushyan hamain khud Talash karni parti hain,Aur kabhi kabhar tu khushyan Hasil karny k leye kesi Chez ko Qurban karna parta hai,,AIk bahtren rule ju mein aap ko btany jarha hun wo ye hai k,Asal Khushi hamain tab hi milti hai ,Jab koi dosra hmari waja sey khush ho,,

Aur Koshish Karo k apna muqabla kesi Dosary sey mat karo,Kyon k jab hum muqably pe Aaty hain tu hum apna zahni sakoon kho bethty hain,Bas yaqeen rakhain k ju aap k pas hai Wo Behter hai ,Zindagi ki Larai mein hamisha Aik dosary ka sath dain,Aur In logun ko khony sey darain ,Jin k nazdeek dosti k rishty ,Khon k rishtun sey zayada Aham hun…

Dunya ke misal is zahar ke manind ha jis me shakr mili hoi ho.
(Urdu / Hindi)

The world’s example is like poison. Which is sweet
(English)

duniya dhoka hai shaykh zulfiqar ahmed naqshbandi, dard bhari shayari – dhoka dena is duniya ka dastur hai, maulana tariq jameel duniya dhoka hai hd

Download

 

Jab insan zindagi ka imtihan say pathir dil ho jata ha to phir koi dil dukha bhe de to bura nhi lagta.
(Urdu / Hindi)

When a person becomes heartbeat after a test of life, then if someone shows a heart, he does not feel bad.
(English)

Download

[the_ad id=”17141″]

 

Janazy ka hamra jao tou murday say ziada apna gham kro ka wo mulk ul mout ka mun dekh chuka ha aur mujhy bhe dekhna ha. Wo mout ke talkhi bardasht kar chuka ha, mujhy bhe karni ha.
(Urdu / Hindi)

Go with funeral, so much more than mourning. Because he has seen the face of the country and I have to see. He is suffering from death, I have to do it too.
(English)

how to pray salatul janaza / janaze ki namaz ka tarika, namaz e janaza ka sahih aur mukammil tariqa, how to perform (pray) salat (namaz) funeral, janaze ki namaz ki dua, janaze ki namaz ki niyat.

Download

 

Logon ke ghaltiyoun ko is tarhan bhool jaya kro jis tarhan sooty hovay dunya ko bhool jatay ho.(Urdu / Hindi)

Forget the mistakes of the people in the way that you forget the sleeping world.
(English)

aqwal e zareen in urdu

Download

[the_ad id=”17142″]

 

Insaan jo chahy wo karny say qasir ha jabkay Allah jo chahy wo karny par qadir ha. Phir bhe hum qadir ko chor kar qasir say umeed lagay bethy hen.(Urdu / Hindi)

He can not do what he wants, but God is capable of doing what he wants. Still, we are expecting humans.
(English)

aqwal e zareen in urdu

Download

 

Kesi ko takleef na do ka is ka dukh apke duaon me rukawat na ban jaay.(Urdu / Hindi)

Do not hurt anyone that his pain does not hamper your prayers.
(English)

aqwal e zareen in urdu
aqwal e zareen in urdu

Download

[the_ad id=”17150″]

 

Kabhi kabhi apni khushiyoun ko hasil krny ka liey jhukna parta ha, aur ye jhukna fazool nhi jata.(Urdu / Hindi)

Sometimes you have to bend to get your happiness. And bending it is not lost.
(English)

aqwal e zareen in urdu
aqwal e zareen in urdu

Download

 

Me ne logon ko bohat toola, naapa, jancha, parkha lekin jab meri apni bari ai to mujhy tarazu he nhi mila kyunka mukh say apny geraban me jhanka he nhi jata.(Urdu / Hindi)

I had lots of tastes, experiences, and experiences to people. But when my turn came, I did not get scales. Because I do not know what I’m doing.
(English)

dosti shayari, new dosti shayari 2016, best dosti shayari, sad dosti shayari in hindi, dosti shayari in hindi 120 character, gaddar dost shayari in hindi
aqwal e zareen in urdu

Download

[the_ad id=”17144″]

 

Kabhi waqt mile tou apny waldain ke chahroun ke tarf dekhna tou apko pata chaly ga ka apka mustaqbil banaty hovay wo khud kitne toot gaye hen.(Urdu / Hindi)

Look at your parents’ face when you get time. You will know how much they have broken up by making your future.
(English)

waldain ka ehtram | iman islam – islamic education, islam mein waldain ke hukook kiya hain?, islamic cartooon( waldain ka kahna mano ), waldain ki ahmiyat in urdu, waldain ka ehtram speech in urdu
aqwal e zareen in urdu

Download

 

Bad akhlaq wo ha jis ka gusay ki halat

Main

apne ap per qabo na rahe (Urdu / Hindi)

 

 

 

 

 

Latest Aqwal e Zareen Wallpapers in Urdu / Hindi - The College Study

 

Nadamat kay 2 ansoo baray baray

gunahoo ko baha kr le jaty hain

(Urdu / Hindi)

Leave a Comment