Kuch azmaishen aur mushkilat easi bhe hoti hen ka jin ka khatam hony pa insan ko ahsas hota ha ka ye zahmat nhi balkay rahmat ka bais the.(Urdu / Hindi)
There are some trials and difficulties. After the end, we finds that they was merciful.
(English)
Ghaltiyoun say hamary tajurbat me izafa hota ha, jin ka sabab hum anay wali zindagi me mazeed pahly jesi ghaltiyoun say ijtenab karty hen.(Urdu / Hindi)
Our experiences increase by errors. From this we avoided such mistakes in future life.
(English)
Apni khawahishat ko islami ahkamat ka mutabiq chala chahiye. Islami ahkamat ke apni khawaish ka mutabiq nhi chala chahiye.(Urdu / Hindi)
Your wishes should run according to Islamic orders. Islamic orders should not run according to their wishes.
(English)
Sabar ka daman hath say na choro, har kam asan hony say pahly mushkil hota ha.Sheikh Saadi R.H – Urdu / Hindi
Never leave patience. Everything seems to be difficult at the beginning.
Shekh Saadi – English
Sab mar ka qabroun me jaty hen lekin acha insan mar ka logon ka dilon me chala jata ha. Aur log yaad ka zariye isay zinda rakhty hen.Maulana Roomi R.H – Urdu / Hindi
All go to the dead graves. But good man dies in the hearts of people. And people live him through memories.
Mualan Roomi R.H – English
Sakhawat wo khobi ha jo us ke qadar us ka dushman ka dil me bhe peda kar deti ha. Aur kanjoosi wo aeb ha jo aulad ko bhe dushman bana deti ha.(Urdu / Hindi)
It is quality of sharing that affects in the enemy’s heart. And conjugation is the defect that makes the child even an enemy.
(English)
Allah ka dar ka siwa dosron ka dar par anso bahana ansoon ka zia ha. Kyun ka ansoun ke logon ka samny koi wuqat nhi lekin Allah ka dar par in say qeemti koi shaa nhi.(Urdu / Hindi)
Tears flow in front of God only. Because the value of tears is only with God.
(English)
Jahan aik dor khatam hota ha, wahen say dosry dor ka aghaz hota ha. Is liey kabhi mayus nhi hona.Wasif Ali Wasif – Urdu / Hindi
Where a period ends, the second round begins. So never be disappointed.
Wasif Ali Wasif – English
Zameer ke awaz jab tak neiki aur gunah ke pahchan karva rahi ha tou samjh lo ka abhi bhe tumhary andar eiman ke shama roshan ha.(Urdu / Hindi)
If conscience knows the goodness and sin. So understand that there is still faith in you.
(English)
[button color=”red” size=”big” link=”https://drive.google.com/uc? authuser=0&id=1CGSJ0_E_H7t3Hx-Hx14LVoAxGv4ImDNn&expor t=download” icon=”fa-download” target=”true” nofollow=”false”]PDF Download